Aa Gayi Thi Ik Din Tanhaye Bhi Jazbaat Mein
Aankh Sai Chand Boondein Gir Pari Barsaat Mein
Showing posts with label Shayri SMS. Show all posts
Showing posts with label Shayri SMS. Show all posts
Wednesday, October 13, 2010
Chand Boondein Gir Pari Barsaat Mein
Labels:
Shayri SMS
Chand Ko Teri Tasveer Banaker
Kabhi Dil Ko Kabhi Shamma Ko Jala Kar Roye
Teri Yaad Ko Dil Se Laga Kar Roye
Raat Ki God Mein Jab So Gayi Duniya Sari
Chand Ko Teri Tasveer Banaker Roye
Teri Yaad Ko Dil Se Laga Kar Roye
Raat Ki God Mein Jab So Gayi Duniya Sari
Chand Ko Teri Tasveer Banaker Roye
Labels:
Shayri SMS
To Ghar A Ke Ro Pare
Waqt Ki Raftar Pe Jhunjla Ke Ro Pare
Kabhi Use Kho Kar To Kabhi Use Pa Ke Ro Pare
Khushiyan Humarey Naseeb Main Kab Raas Ayein Hain
Bahir Kabhi Hansein To Ghar A Ke Ro Pare
Labels:
Shayri SMS
Roz Subha Khud Say Ek Wada Kartay Hain
Roz Subha Khud Say Ek Wada Kartay Hain
Tujhay Is Dil Say Bhulanay Ka Irada Kartay Hain
Apni He Baat Say Mukkarr Jatay Hain Maloom Nahi Kyoun
Bheegti Ankhon Ko Khuwab Tornay Ke Liye Amaadah Kartay Hain
Tujhay Is Dil Say Bhulanay Ka Irada Kartay Hain
Apni He Baat Say Mukkarr Jatay Hain Maloom Nahi Kyoun
Bheegti Ankhon Ko Khuwab Tornay Ke Liye Amaadah Kartay Hain
Labels:
Shayri SMS
Jab Jab Aapse Milne Ki Umeed Nazar Aayee
Jab Jab Aapse Milne Ki Umeed Nazar Aayee
Mere Pairon Mein Zanjeer Nazar Aayee
Gir Pade Aansu Aankhon Se Beikhtiyar
Aur Har Aansu Mein Aapki Tasweer Nazar Aayee
Mere Pairon Mein Zanjeer Nazar Aayee
Gir Pade Aansu Aankhon Se Beikhtiyar
Aur Har Aansu Mein Aapki Tasweer Nazar Aayee
Labels:
Shayri SMS
Aansuo’n Se Bhar Gaya Daaman Mera
Aansuo’n Se Bhar Gaya Daaman Mera
Haath Tou Maine Uthaye Thay Dua Kis Ki Thi
Labels:
Shayri SMS
Bin hamare koi na koi kami to rahegi
Har nami mein kuch kami to rahegi,
Aankhein thodi shabnami to rahegi,
Zindagi ko aap kitna bhi sanwariye,
Bin hamare koi na koi kami to rahegi…
Labels:
Shayri SMS
Tuesday, August 31, 2010
Kl to kehti thi bistar se utha nhin Jata
Kl to kehti thi bistar se utha nhin Jata
Aaj Dunia se uth gayee Itni Taqat
Aaj Dunia se uth gayee Itni Taqat
Labels:
Shayri SMS
Monday, August 30, 2010
Happiness is not something u postpone
Happiness is not something u postpone 4 the future.
It’’s something u design 4 the present.
Make each moment a happy one.
I just did it by remembering you
It’’s something u design 4 the present.
Make each moment a happy one.
I just did it by remembering you
Labels:
Shayri SMS
Dosti achchi ho toh rang laati hai,
Dosti achchi ho toh rang laati hai,
Dosti gehri ho toh sabko bhaati hai,
Dosti naadaan ho toh toot jaati hai,
Par agar dosti apne jaisi ho….
…. Toh itihaas banaati hai
Dosti gehri ho toh sabko bhaati hai,
Dosti naadaan ho toh toot jaati hai,
Par agar dosti apne jaisi ho….
…. Toh itihaas banaati hai
Labels:
Shayri SMS
Jasbaate ishq naakaam naa hone denge,
Jasbaate ishq naakaam naa hone denge,
Dil ki duniya mein kabhi shaam naa hone denge,
Dosti ka har ilzaam apne sar par le lenge,
Par dost hum tumhe badnaam na hone denge !
Dil ki duniya mein kabhi shaam naa hone denge,
Dosti ka har ilzaam apne sar par le lenge,
Par dost hum tumhe badnaam na hone denge !
Labels:
Shayri SMS
Tumse doori ka ehsaas satane lagaa,
Tumse doori ka ehsaas satane lagaa,
Tere saath guzaraa har lamha yaad aane laga,
Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki aye dost,
Tu mere dil ke aur bhi kareeb aane laga .
Tere saath guzaraa har lamha yaad aane laga,
Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki aye dost,
Tu mere dil ke aur bhi kareeb aane laga .
Labels:
Shayri SMS
Kal rat sapne me tari tasveer bana dali
Kal rat sapne me tari tasveer bana dali
Dil ko itni achi lagi ki senay se laga dali
ya socha ki nazar na lag jaye kisie ki
hum neWoh tasveer ansuo se mita dali
Dil ko itni achi lagi ki senay se laga dali
ya socha ki nazar na lag jaye kisie ki
hum neWoh tasveer ansuo se mita dali
Labels:
Shayri SMS
Tuesday, August 24, 2010
Zindgi ki Andheri Raton mein
Zindgi ki Andheri Raton mein Neend kis ko aate thi,
Itfaqan Aap ki Julfein Preshan ho gayee....
Itfaqan Aap ki Julfein Preshan ho gayee....
Labels:
Shayri SMS
Agar Dekhen to bahut se Rishtey bahut se NATE,
Agar Dekhen to bahut se Rishtey bahut se NATE,
Agar Sochen to Is Dunia mein har Aadmi TANHA.
Agar Sochen to Is Dunia mein har Aadmi TANHA.
Labels:
Shayri SMS
Sub kuch hi mang lia TUJHE Khuda se mang kr
Sub kuch hi mang lia TUJHE Khuda se mang kr,
Uthte nahin hai haath mere ab IS dua k baad .
Uthte nahin hai haath mere ab IS dua k baad .
Labels:
Shayri SMS
Jeene ko mili Zindgi,woh bhi char din,
Jeene ko mili Zindgi,woh bhi char din,
Dekhe hain humne Housle Parvardigar k.
Dekhe hain humne Housle Parvardigar k.
Labels:
Shayri SMS
Kafan sarkao meri bejubani dekhte jao
Sune jate na the tumse,mere din rat k shikve,
Kafan sarkao meri bejubani dekhte jao.
Kafan sarkao meri bejubani dekhte jao.
Labels:
Shayri SMS
Ab k bichre to shayad kabhi khwabon me mile
Ab k bichre shayad kabhi khwabon me mile.
Jaise sukhe hue Phool kitabon mein mile.
Jaise sukhe hue Phool kitabon mein mile.
Labels:
Shayri SMS
Log kanto se bachkar chalte hain,
Log kanto se bachkar chalte hain,
Humne Phoolon se Jakham khae hain
Humne Phoolon se Jakham khae hain
Labels:
Shayri SMS
Subscribe to:
Posts (Atom)
